Ye ghane badlo si chhai teri zulfe
Yu na tarrif karu to tera kya hota
Ye sheeshe sa saraha tera badan
Yu na tarrif karu to tera kya hota
Sun e-katil hasina agar teri nigaho ka jaadu
Hume ghayal na kar pata to tera kya hota
Yu to bahut hai tere chahne wale
Magar hume tera aashiq na banaya hota to tera kya hota

0 comments:
Post a Comment